Skip to content

Kis firaak me || Sad Hindi sayari

Kis firaak me ho ke rakeeb ki baahon me jaida sakoon hai
aur haan tum toh uski ho jaogi kya usme tumhe paane ka zanoon hai

किस फ़िराक में हो कि रक़ीब की बाहों में ज्यादा सुकून है,
और हाँ तुम तो उसकी हो जाओगी क्या उसमें तुम्हें पाने का जुनून है!!
💔

Akhil thakur

Title: Kis firaak me || Sad Hindi sayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


jab huee thee mohabbat || Sazaa shayari hindi 2 lines

jab huee thee mohabbat to laga kisee achchhe kaam ka hai sila,
khabar na thee ke gunaahon ki saja aise bhee milatee hai..

जब हुई थी मोहब्बत तो लगा किसी अच्छे काम का है सिला,
खबर न थी के गुनाहों कि सजा ऐसे भी मिलती है..

Title: jab huee thee mohabbat || Sazaa shayari hindi 2 lines


Intezaar🙂 sad shayari

Mana tumpr hamara ab koi iqtiyaar nhi,

 Pr yeh b nhi ke tumse pyrr nhi,

Tumhe bhul jaaye mumkin toh nhi,

Pr tumhe paa le hum utne khushnaseeb bhi toh nhi🙂

Title: Intezaar🙂 sad shayari