Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Meri soch ho TUM………..
Meri SOCH ho TUM………
Mere KHAAB ho TUM……..
Har PAHELI ho TUM……..
Aur har JWAAB bhi TUM……
Per fir bhi kyu NA mere PASS ho TUM.
Title: Meri soch ho TUM………..
Door rehne do || true line shayari
Main khush hu mujhe khush rehne do,
Main dur hu mohabbaton ke wehamon se mujhe dur rehne do….!!!
मैं खुश हूं मुझे खुश रहने दो,
मैं दूर हूं मोहोब्बतों के वहमों से मुझे दूर रहने दो….!!!

