Skip to content

Kisi se itni…… || 2 lines so true life shayari Hindi

Kisi se itni #NAFRAT na karo k kabhi
MILNA pade to MIL na sako…

Or 

Kisi se itni #MOHABBAT na karo k kabhi
TANHA jeena pade to JEE naa sako..!!

Title: Kisi se itni…… || 2 lines so true life shayari Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyaar ke karz || 2 lines love shayari

Teri mohabbat ke karzo mai itna doop gaya hu,
Ki byaaz bhi chukana namumkin ho gaya hai

Title: Pyaar ke karz || 2 lines love shayari


Too Hazar Bar bhi || 2 lines hinDi status

Too Hazar Bar Bhi Roothe To Mna Lunga Tujhe

Magar Dekh Mohabbat Me Shamil Koi Dusra Na Ho

तू हज़ार बार भी रूठे तो मना लूँगा तुझे

मगर देख मोहब्बत में शामिल कोई दूसरा ना हो

Title: Too Hazar Bar bhi || 2 lines hinDi status