Skip to content

Koso dur || hindi shayari || sad shayari

Dard jitna kareeb khusi koso dur😔😔😔
Pyar Mera samne he pr uski nazar mujhse koso dur🥺🥺🥺
Dil he pass mere pr dhadkan koso dur🥺🥺🥺
Ek din aayega meri ruh hogi tere karib pr 
Meri aatma hogi tujhse koso dur😢😢😢

Title: Koso dur || hindi shayari || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zaroori to nahi || Hindi shayri || sad but true lines

जरुरी तो नहीं जीने के लिए सहारा हो,
जरुरी तो नहीं हम जिनके हैं वो हमारा हो,
कुछ कश्तियाँ डूब भी जाया करती हैं,
जरुरी तो नहीं हर कश्ती का किनारा हो।💯

Title: Zaroori to nahi || Hindi shayri || sad but true lines


Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari

Laga nahi tha iss duniya mai aana padega
Kuch paane k liye kuch khona padega
Manzil ek hone k bavajud rasta alag lena padega
Har ek sapne ki kimat kuch dekar chukana padega
Hum nahi jante aage hamare sath kya hoga
Bas aapka pyar saat samundar par le jayega💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖

Title: Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari