Skip to content

Kuch Bhool Gaye Apne…. || 2 lines hindi shayari

Kuch Haar Gayi Taqdeer, Kuch Toot Gaye Sapne,
Kuch Gairon Ne Kiya Barbaad Kuch Bhool Gaye Apne

Title: Kuch Bhool Gaye Apne…. || 2 lines hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Madad || two line shayari

Nhi aata hai koi kaam me, madad dene ko 
Har koi aa jaata hai nakami ka laqab dene ko💯

Title: Madad || two line shayari


Raj to hamara har jagah || Attitude hindi shayari

Raaj to hamaara har jagah pe hai
pasand karne waalo dil me aur
napasand karne walo ke dimaag me

राज तो हमारा हर जगह पे है
पसंद करने वालों के “दिल” मे और
नापसंद करने वालों के “दिमाग” में

Title: Raj to hamara har jagah || Attitude hindi shayari