Skip to content

Kuch lutaeya hai || Broken shayari

Kuch lutaya hai ,
Kuch gavaya hai ,
Hatho mien haath dalkar chalne ka vadha maine nibhaya hai…..

Jab sath tha tab bhi intezar tha
Jab dur hai tab bhi intezar hai
Kya faida aise intezar ka jab insan hi badhkirdar hai……

Chodkar aise haal mien kitne din muskuraonge
Upar bhi Jana hai Saab khuda ko kya mu dhikaonge…..💘🙃.”
.
.
……by Myheart😉❤️

Title: Kuch lutaeya hai || Broken shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


junoon hona chahiye ||two line Hindi shayari

Junoon hona chahiye kuch pane ka
Khwahish to sabki hoti hai✨✨

जनून होना चाहिए कुछ पाने का
ख्वाइश तो सबकी होती है ✨✨

Title: junoon hona chahiye ||two line Hindi shayari


इश्क बड़ी गंभीर बीमारी है || 2 lines hindi gazal

Dil par bhi sanitizer chhidhakte rahiye
yeh ishq badhi gambhir bimari hai

दिल❣️ पर भी सैनिटाइजर छिड़कते रहिए
यह इश्क बड़ी गंभीर बीमारी है।

Title: इश्क बड़ी गंभीर बीमारी है || 2 lines hindi gazal