Kya 😔karoon zindagi ka wo toh
Aise😌 hi badnam hai
Jahan Tak ji sakte hai jiyenge 😘
Maut ka namm toh aise hi badnam hai 😵💫
Enjoy Every Movement of life!
Sachi mohobbat ch aksar
gallan rabb naal hon lag jandiyan ne..!!
ਸੱਚੀ ਮੋਹੁੱਬਤ ‘ਚ ਅਕਸਰ
ਗੱਲਾਂ ਰੱਬ ਨਾਲ ਹੋਣ ਲੱਗ ਜਾਂਦੀਆਂ ਨੇ..!!
Khamoshiyan kabhi bewajah nahi hoti
Kuch dard ese bhi hote hai jo awaz cheen lete hain💔
खामोशियां कभी बेवजह नहीं होती
कुछ दर्द ऐसे भी होते है जो आवाज़ छीन लेते हैं💔