Khyaal to khyaal hai…
Khyaal se dhadkane machalne lgti hai
Or vo suhani raton k khvab hai…
Unhen ankhon me bse rhne do.
Pura krne chlo to saans chlne lgti hai
Khyaal to khyaal hai…
Khyaal se dhadkane machalne lgti hai
Or vo suhani raton k khvab hai…
Unhen ankhon me bse rhne do.
Pura krne chlo to saans chlne lgti hai
ek vaqt gujara use dekhe hue
jaane ab vo kaisee dikhatee hogee
kya ab bhee vaisee dikhatee hogee
haan haan kya pahale jaisee dikhatee hogee
jis aaine ko dekh vo sanvaaratee hogee
kya khoob usakee bhee kismat hogee
एक वक़्त गुजरा उसे देखे हुए
जाने अब वो कैसी दिखती होगी
क्या अब भी वैसी दिखती होगी
हाँ हाँ क्या पहले जैसी दिखती होगी
जिस आइने को देख वो संवारती होगी
क्या खूब उसकी भी किस्मत होगी
