Skip to content

Lafz zaroori nahi || true hindi shayari || shayari images

Har baat ko byan karne ke liye lafaz zaroori to nhi
Kuch baton ko ankhein bhi khub byan karti hain..!!



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamoshiyan || two line hindi shayari

Khamoshiyan kabhi bewajah nahi hoti
Kuch dard ese bhi hote hai jo awaz cheen lete hain💔

खामोशियां कभी बेवजह नहीं होती
कुछ दर्द ऐसे भी होते है जो आवाज़ छीन लेते हैं💔

Title: Khamoshiyan || two line hindi shayari


Nasha || two line hindi shayari

Nasha pila ke girana to sbko aata hai 
Maza to tb aaye jb girto ko tham le galib

नशा पिला के गिराना तो सबको आता है
मज़ा तो तब आये जब गिरतों को थाम ले गालिब

Title: Nasha || two line hindi shayari