
Enjoy Every Movement of life!

jal kar bhujhe hue diye me ghi bhi
abh tujhe pani ki gaar lagti hai
kal toh has hass kar baaten karte the
ajh tujhe meri mohobat bhi bekar lagti hai
…dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi
Maine Dekha use aur Wo haa Kar gayi
Sab Najaare mere najron ke qabil na rahe
Nasheeli najron SE najane Wo kya Kar Gayi…..