Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad karte hain || love hindi shayari
Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊
तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊
Title: Yaad karte hain || love hindi shayari
आपकी यादें… || Hindi love shayari – 2 lines only
कभी मिलो तो बताऊ कैसे तड़पाती है~~ आपकी यादें….
दिल से धड़कन निकाल ले जाती है~~ आपकी यादें..।।
Kabhi milo to batau kaise tadapti hai .. Aapki yaade…
dil se dhadkan nikal le jaati hai … aapki yaade..||

