Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
EhsAAS || 2 lines shayari in hindi status
na jaane kon sa ehsas hai hum dono me dooriya toh bhot hai.. lekin mohbbat kam nahi…
Umeed kya hoti hai us insaan se pucho jo aaj bhi bhaita hai kisi ke intzar me🥺
Bahut door jana hai mujhe..
Agar jaldi chla jao to afsos mat karna..
Title: EhsAAS || 2 lines shayari in hindi status
Dil se nikaal diye jate || sad but true
Bahut bheed ho gayi thi unke dil me
Agar ham khud na nikalte to nikaal diye jate😐
बहुत भीड़ हो गई थी उनके दिल में
अगर हम खुद न निकलते तो निकाल दिए जाते 😐




