Skip to content

Love romantic

Ke naraz rkhte h hr waqt hum apko

• Mante h ap jitne smjhdar nhi hai.

• bs itna kehna cahte h meri jaan ke glt mt smjha kijiye humari baat ko.

• Maaf kr diya kro kuch is trah hume

• jaise ek maa apne bache ki hr glti ko maaf kr deti h.

• M. Bhi toh apka bacha hun.

• Jaan booj kr nhi krta mai gltiya

• Bs thoda akl ka kcha hun.

• Sry meri jaan us hr glti ke liye jo apko dukh deti h.

• Insaan mai bhi glt nhi hun bs is zalim duniya m. Dil se sacha hun.

• Kbhi kbhi jane anjane m. Bhul ho jati hai.

• Lekin dil se m. Bht acha hun.

Title: Love romantic

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


DIl na chhadeya kar || 2 lines punjabi shayari

Kamleyaa jad tak me tere dil ch vasdi aa
tu dil na chhadeyaa kar

ਕਮਲਿਆ ਜਦ ਤਕ ਮੈਂ ਤੇਰੇ ਦਿਲ ਚ ਵੱਸਦੀ ਆਂ😊,
ਤੂੰ ਦਿਲ ਨਾ ਛੱਡਿਆ ਕਰ❤ ..

Title: DIl na chhadeya kar || 2 lines punjabi shayari


ghayal to the tumhe dekhkar || hindi shayari

Chal rahe the jab tum rasto par
Khushboo jese mehak rahi thi..
Jis jis ne bhi tumhe dekha
Unki dhadkane dehak rahi thi
Palatkar dekha jab tumne
Dhup mein jese badli aa gyi
Paas aaye jab tum mere
Ik shayar ke pass jese mehfil aa gayi
Arre, mehfil to aashiqo ki hi thi
Is aashiqana manzar ki kya zaroorat
Haan ghayal to the hi tumhe dekhkar
Batao tumhe khanzar rakhne ki kya zaroorat 🙃

चल रहे थे जब तुम रास्तों पर,
खुशबू, जैसे महक रही थी…
जिस जिस ने भी तुम्हें देखा,
उनकी धड़कने दहक रही थी…
पलटकर देखा जब तुमने,
धूप में जैसे बदली आ गई…
पास आए जब तुम मेरे,
इक शायर के पास जैसे महफिल आ गई…
अरे, महफिल तो आशिकों की ही थी,
इस आशिकाना मन्ज़र कि क्या जरूरत…
हाँ, घायल तो थे ही तुम्हें देखकर,
बताओ तुम्हें खंजर रखने की क्या जरूरत…🙃

Title: ghayal to the tumhe dekhkar || hindi shayari