Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Raat gumshum si hai
"Raat k andehere main kuch toh shore macha rha h jo na hokar bhi itna kyu yaad aarha h dil ki shikayte or khamoshi zubaan pe aati nhi h bas ye gehri sanaate main khota jaa rha hun ye raat bhi gumshum si h jo mere ander ki shore chupa rha h
“
Title: Raat gumshum si hai
Hamare paas tum nahi || sad but true || hindi status
Jo tumhara hamara ek tha,
Wo samay pyara har ek tha,
Bas ab tumhare paas samay nahi,
Aur hamare paas tum nahi💔
जो तुम्हारा हमारा एक था,
वो समय प्यारा हर एक था,
बस अब तुम्हारे पास समय नहीं,
और हमारे पास तुम नहीं💔
