Meri tamanna na thi, tere vgair rehne ki,
Pr majboor ko majboor ki majbooriyaan majboor kar deti hai 🙏🏻
Enjoy Every Movement of life!
Meri tamanna na thi, tere vgair rehne ki,
Pr majboor ko majboor ki majbooriyaan majboor kar deti hai 🙏🏻

Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…