Skip to content

Mareeze-ishq || ishq shayari

Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,

Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,

Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,

Magar mazaak main ise gawaya na karo.

Title: Mareeze-ishq || ishq shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Urdu SHAYAri || love shayari

TABIYAT NA SAAZ REHTI HAIN JAB SE DUR HUE HAIN AAP HUM SE
YAQEE BHI NAHI HOTA KHUD PAR IS QADAR MOHABBAT JO KAR BAITHAIN

طبیعت ناساز رہتی ہے جب سے دور ہوئے ہیں آپ ہم
سے
یقیں بھی نہیں ہوتا خود پر اس قدر محبّت جو کر بیٹھیں 

Title: Urdu SHAYAri || love shayari


Faaslo ki diwaar 🔥 || Truth hindi shayari

FAASLO KI DIWAAR 🔥 || TRUTH HINDI SHAYARI
Faaslo ki diwaar achhi hai, agar rishton
ki buniyaad kachi hai
jhootthe rishton aur vaado se door rehne ki baat achhi hai
agar aapas me nafrat ki baat sachi hai
ek baat meri suno jo sachi hai
wafadaari ka jhoottha dhong karne waalo se doori aschi hai