Skip to content

MARHAM DARD DI

sarirak sattan di dwa tan milju par jo dard tu dita ohdi marham kithon liyaawan

sarirak sattan di dwa tan milju
par jo dard tu dita
ohdi marham kithon liyaawan


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hamara dil dukhane ke liye || 2 lines shayari sad

ना जाने कितनी बार हारे थे

तुम्हे जिताने के लिए

तुमने एक बार भी नही सोचा 

हमारा दिल दुखाने के लिए

Title: Hamara dil dukhane ke liye || 2 lines shayari sad


Ki likha hai kuch ek tarfa pe

Ke ek khwaab sa tha ushe
paane ka, aur ek darr bhi tha
usse dur jaane ka..

Ushe khabar tak nahi thi ke
mujhe ishq hai usse, aur mujhe darr tha ke kahin kho na du main ushe..

Vo kehti rhi apni kahani ki ushe
Ishq hai kisi aur se, aur hum
sunte rhe usko gaur se..
Vo sunati rhi hum sunte rahe
kuch kehna aasan na tha dil pe chhot jo lagi thi…

Phir jaane diya humne bhi ushe aur roka nahi usne bhi
hume khwahish to thi ki padh le wo aankhein meri pr Sukoon bhi tha ke wo khush hai kahin..

Title: Ki likha hai kuch ek tarfa pe