Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Me gar nazar teri || sad shayari
Me agr nazar teri
Toh tu manzar mera
Kabhi rote na hum
Koi dil me hota na gum
Dil rahta khush sada mera
Agar Aaj sath hote hum
Title: Me gar nazar teri || sad shayari
Nyi mohobbat || Hindi shayari || mohobbat shayari
Mein tujhe kho dene ke khayal se bhi dar jata hu 🙈
Aur ek tu hai ke mzak mein bhi bichad jane ki baat karti hai 😑
Abhi to nyi mohobbat hai hmari sambhal lo ❤
Tu abhi se dil tod jane ki baat karti hai 😞
मै तुझे खो देने के ख़्याल से भी डर जाता हू🙈
और एक तू है कि मजाक में बिछड जाने की बात करती है😑
अभी तो नई मोहबत है हमारी संभाल लो❤
तू अभी से दिल तोड़ जाने की बात करती है😞



