Skip to content

dhokhebaaz duniyaa shayari punjabi

  • by

Title: dhokhebaaz duniyaa shayari punjabi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari

yaad aa raha hai navodaya ka wo zamana

Achanak se barish ka aa jana

Aur girls mess mein dinner k liye jana

Dinner toh tha mehaz ek bahana

asal mein har bar tumne hi dekne aana

Title: Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari


AAPse pyar karne ke liye || hindi shayari || true love shayari

Bade dino baad aapko dekha hai…😌
Bade dino baad aaj chaand bhi chamak raha hai…🌛
Bade dino baad aapse mila humne…🫂
Aapka eshaash hi kafi hai kisi ko aapse pyaar karne ke liye…💟

बड़े दिनों बाद आपको देखा है…😌
बड़े दिनों बाद आज चाँद भी चमक रहा है…🌛
बड़े दिनों बाद आपसे मिला हमने…🫂
आपका एहसास ही काफी है किसी को आपसे प्यार करने के लिए…💟

Title: AAPse pyar karne ke liye || hindi shayari || true love shayari