Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tujhe dekhke || loveshayri 🥰 || hindi shayari
Mere vajood mein kaash tu utar jaye😚💞💫
Mein dekhu aayina aur tu nazar aye❤️🫶💋
Tu ho saamne aur ye waqt thehar jaye 🫶😘💝
Aur ye zindagi tujhe dekhte huye guzar jaye💞💞💞
मेरे बजूद में काश तू उतर जाए, 😚💞💫
मैं देखूं आईना और तू नज़र आये,❤️🫶💋
तू हो सामने और ये वक्त ठहर जाए,🫶😘💝
और ये जिंदगी तुझे देखते हुए गुज़र जाए💞💞💞
Title: Tujhe dekhke || loveshayri 🥰 || hindi shayari
Pyar || hindi shayari || Sacha pyar shayari
Pyar toh sirf pyar hai ❤
Kya pura kya aadha 🙌
Dono ki hi chahat bemisaal 😍
Kya Meera kya Radha 😇
प्यार तो सिर्फ प्यार है ❤
क्या पूरा क्या आधा 🙌
दोनो की चाहत बेमिसाल है 😍
क्या मीरा क्या राधा 😇

