Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumko dekha toh mohobbat || Shayari hindi
Tumko dekha toh mohobbat bhi samajh aai
warna is shabad ki tareef hi suna karte the
तुमको देखा तो मौहब्बत भी समझ आई,
वरना इस शब्द की तारीफ ही सुना करते थे.
Title: Tumko dekha toh mohobbat || Shayari hindi
Tumhari yaadein || hindi shayari
kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️

