Skip to content

Me shabad tu awaaz || 2 lines awaaz shayari

“Mein shabd tum awaaz Bano jo adhura hai wo saaz Bano”

Badi mushkil hoti hai iss duniya mein dil ki gehrayion ko samjhne mein tum wo mere dil ki awaaz bano

Title: Me shabad tu awaaz || 2 lines awaaz shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Muskraa kar guzarna || hindi 2 lines shayari love

Laakh samjhaeya usko ke duniyaa shak karti hai
magar uski aadat nahi gai muskura kar guzarne ki

लाख समझाया उसको कि दुनिया शक करती है
मगर उसकी आदत नहीं गई मुस्कुरा कर गुजरने की

Title: Muskraa kar guzarna || hindi 2 lines shayari love


Kuchh baato ko || True hindi shayari

KUCHH BAATO KO || TRUE HINDI SHAYARI
Kuchh baaton ko mai chhupa na saka..
aur kuchh baato ko bta na skaa
dil ko toh bahut samjaya maine
bas apno ko hi samjha na sakaa