
kuch to gunah karti hai teri nazar..
nazaane kyu mai itna dard likhta hu..
mujhe to lagta hai sab teri mohobat ka asar..
Enjoy Every Movement of life!


Khayalat badalne lage hain jinme
Mehaz un rangon mein dhal rahi hai..!!
Ishq hone laga hai dard se bhi
Kuch zindagi esi chal rahi hai..!!
ख़यालात बदलने लगे हैं जिनमे
महज़ उन रंगों में ढल रही है..!!
इश्क होने लगा है दर्द से भी
कुछ ज़िन्दगी ऐसी चल रही है..!!