Enjoy Every Movement of life!
“ Ek waqt tha jab unke nazron se nazare nahi hatti thi,
or aaj ek waqt hai unke nazrie hi nahi dikhti.”
Chalane wale hathon se patwar, choot jaya karti hai..
Aschi se aschi kashtiyan bhi lehron mein, toot jaya karti hai..
Kisi taraf kinara dikhayi nahi deta..
Jab kismat sath na de, aur takdeer rooth jaya karti hai..💔
चलाने वाले हाथों से पतवार, छूट जाया करती है..
अच्छी से अच्छी कश्तियां भी लैहरों में, टूट जाया करती हैं..
किसी तरफ़ किनारा दिखाई नहीं देता..
जब किस्मत साथ ना दे, और तकदीर रूठ जाया करती है..💔
