Enjoy Every Movement of life!
Zakham….
Zakham mile bohut…. Phir bhi zinda hai….
Zakham ka hissab nahi….Phir bhi aage bade…
Zakham mile apno se….Phir bhi rishtedaari nibhayi…
Zaakham mile pyar mai… Phir bhi dobara pyar kia….
Zakham ki addat ho gai hai… Phir bhi marham bane….
Zakham ki koi dawa nhi hoti….bus yahi seekha humne…
Deepika Shankaran
vo to hum the isliye
warna
waqt ke jis daur se hum guzre hai
is daur se koi aur guzarta to guzar jata🙌💔
वो तो हम थे इसलिए
वरना
वक्त के जिस दौर से हम गुजरे है
इस दौर से कोई और गुजरता तो गुजर जाता🙌💔
