Skip to content

Mere pyaar ke liye || 😘😘 || love shayari hindi

Mere pyaar ke liye….
Meri yaado mein tum ho yaa mujhme hi tum ho ….
Mere khayalo mein tum ho yaa mera khyal hi tum ho…
Dil Mera dhadhak dhadhak ke puche baar-baar bas ek hi baat…
Meri jaan mein tum ho yaa meri jaan hi tum ho…

Title: Mere pyaar ke liye || 😘😘 || love shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Maa❤️🥀 || punjabi shayari

Tenu kive bhulawa maa mein tere karke haan
Sab rishte jhuthe ne ik sacha rishta tera maa
Aajkal har rishte ch vad geya suaarth
Ik tera rishta nirsuarth meri maa..❤️🥀

ਤੈਨੂੰ ਕਿਵੇਂ ਭੁਲਾਵਾਂ ‘ਮਾਂ’ ਮੈਂ ਤੇਰੇ ਕਰਕੇ ਹਾਂ„
ਸੱਭ ਰਿਸ਼ਤੇ ਝੂਠੇ ਨੇ ਇਕ ਸੱਚਾ ਰਿਸ਼ਤਾ ਤੇਰਾ ‘ਮਾਂ’„
ਅੱਜਕਲ੍ਹ ਹਰ ਰਿਸ਼ਤੇ ‘ਚ ਵੜ ਗਿਆ ਸੁਆਰਥ„
ਇਕ ਤੇਰਾ ਰਿਸ਼ਤਾ ਨਿਰਸੁਆਰਥ ਮੇਰੀ ‘ਮਾਂ’.. ❤️🥀                   

Title: Maa❤️🥀 || punjabi shayari


Woh kaha hamara naseeb tha || 2 lines saddd

Door reh kar bhi paas the jisake vo kisi aur ke kareeb tha jise samja tha apna kabhi vo khan hamara naseeb tha🍂 

दूर रहकर भी पास थे जिसके वो किसी ओर के करीब था जिसे समझा था अपना कभी वो कहां हमारा नसीब था 🍂

Title: Woh kaha hamara naseeb tha || 2 lines saddd