
kyunki mai jazbaat
likhta hu or log alfaaz
padtey hai
Enjoy Every Movement of life!

Kya khaak tarakki ki hai is duniya ne😒
Ishq ke mareez to aaj bhi be ilaaj bethe hain😕
क्या खाक तरक्की की है इस दुनिया ने,😒
इश्क के मरीज़ तो आज भी बे इलाज़ बैठे हैं।😕
Ab tum nahi mere saath tumahri yaade hai
pehle tumne rulaaeya ab baari tumaahri yaado ki hai
अब तुम नही मेरे साथ तुम्हारी यादें है
पहिले तुमने रूलाया अब बारी तुम्हारी यादों की है ।।