Skip to content

Meri Qismat 🥰😘 || love Hindi shayari

Kismat sath mera chhod de
To mujhe gum nhi🥱
Bawli tera sath hamesha rahe
Jo meri qismat se kam nhi👌💯



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari

Laga nahi tha iss duniya mai aana padega
Kuch paane k liye kuch khona padega
Manzil ek hone k bavajud rasta alag lena padega
Har ek sapne ki kimat kuch dekar chukana padega
Hum nahi jante aage hamare sath kya hoga
Bas aapka pyar saat samundar par le jayega💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖

Title: Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari


Khuda hi khafa hai

Pane ki usko mangi mannat har dafa hai ya to meri ibaadat me kami hai ya mera khuda hi khafa hai

पाने की उसको मांगी मन्नत हर दफा है या तो मेरी ईबादत में कमी है या मेरा खुदा ही खफा है

Title: Khuda hi khafa hai