Skip to content

Meri toh duniyaa || True love Hindi shayari

Tujhe hak hai apni duniyaa me khushh rehne ka
mera kya..
Meri toh duniyaa hi tu hai

तुझे हक़ है अपनी दुनिया में खुश रहने का..
मेरा क्या..
मेरी तो दुनिया ही तू है..

Title: Meri toh duniyaa || True love Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sab sahi hai fir bhi sahi nahi || hindi shayari

Kyu sab sahi hai fir bhi sahi nahi ..
raat bhi h sath bhi h phir bhi vo baat nhi …
Kami bhi hai par kami kuch bhi nahi😶

क्यों सभ सही है फिर भी सही नहीं
रात भी है साथ भी है फिर भी वो बात नहीं
कमी भी है पर कमी कुछ भी नहीं😶

Title: Sab sahi hai fir bhi sahi nahi || hindi shayari


Wo nikal gaye || hindi bewafa || dard shayari

WO NIKAL GAYE || HINDI BEWAFA || DARD SHAYARI
Wo nikal gaye mere raste se is kadar ki
jaise ki wo mujhe pehchante hi nahi
kitni daffa jakham khaye hain
mere is dil ne
fir bhi hum us bewafa ko bewafa mante hi nahi