Skip to content

Mil Jaayega Sacha humsafar

Ye tune Kya Kar diya mere Dil pe asar…
Ke tum khawabon mein aane Lage is Kadar…
Hosh Bhi na raha Tere pyaar mein mere Dilbar…
Tum Kyun ban Jaate nahi mere humsafar?
Ek baar hee Sahi karte Deedar agar…
To Tere pyaar mein jee lete 100 saal Bhi Tanha rahe Kar…

Title: Mil Jaayega Sacha humsafar

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq || Hindi sad shayari

Kya ishq hi wajah thi
Ya kisi wajah se ishq tha
Tujhse door rehna Teri marzi thi
Door rehkar yaad karna mera ishq tha 💔

क्या ईश्क ही वजह थी
या किसी वजह से ईश्क था
तुझसे दूर रहना तेरी मर्जी थी
दूर रहकर याद करना मेरा ईश्क था 💔

Title: Ishq || Hindi sad shayari


Punjabi sad shayari 2 lines || Kamli jehi

kaidi ban gaye haan tere kyaalan di jail ‘ch
na koi bachaun wala e te na koi chhadaun wala

ਕੈਦੀ ਬਣ ਗਏ ਹਾਂ ਤੇਰੇ ਖਿਆਲਾਂ ਦੀ ਜੇਲ੍ਹ ‘ਚ
ਨਾ ਕੋਈ ਬਚਾਉਣ ਵਾਲਾ ਏ ਤੇ ਨਾ ਕੋਈ ਛੁਡਾਉਣ ਵਾਲਾ..!!#ਕਮਲੀ ਜੇਹੀ

ਵੜੈਚ

Title: Punjabi sad shayari 2 lines || Kamli jehi