Shayar Bana Diya Adhuri Mohabbat Ne,
Mohabbat Agar Puri Hoti To Hum Bhi Ek Ghazal Hota!
Enjoy Every Movement of life!
Shayar Bana Diya Adhuri Mohabbat Ne,
Mohabbat Agar Puri Hoti To Hum Bhi Ek Ghazal Hota!
Manzil mil hi jaayegi, Bhatakte hue hi sahi,
Gumraah to wo hain, jo ghar se nikle hi nahi✌
मंज़िल मिल ही जाएगी, भटकते हुए ही सही,
गुमराह तो वो लोग हैं, जो घर से निकले ही नही✌
Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.