Skip to content

Mohabbat Chhordi Humne || hindi shayari

Wo Sanso Se Bandhi Zanjeer Thi
Jo Tod Di Humne…
Jaldi Soya Karenge,
Ab Mohabbat Chhordi Humne…

Title: Mohabbat Chhordi Humne || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere naam ho jau || Love shayari

तेरे इश्क में  इस तरह नीलाम हो जाऊँ,

आखरी हो तेरी बोली और में तेरे नाम हो जाऊ

Tere ishq me is tarah neelam ho jau
aakhri ho teri boli aur me tere naam ho jau

Title: Tere naam ho jau || Love shayari


Ishq hone laga hai dard se bhi || sad hindi shayari

Khayalat badalne lage hain jinme
Mehaz un rangon mein dhal rahi hai..!!
Ishq hone laga hai dard se bhi
Kuch zindagi esi chal rahi hai..!!

ख़यालात बदलने लगे हैं जिनमे
महज़ उन रंगों में ढल रही है..!!
इश्क होने लगा है दर्द से भी
कुछ ज़िन्दगी ऐसी चल रही है..!!

Title: Ishq hone laga hai dard se bhi || sad hindi shayari