Skip to content

Mohabbat da taan pta nahi || 2 lines shayari

Mohabbat da taan pta nahi🤘🏻
Par usde chuthh bakmaal ne😼

Title: Mohabbat da taan pta nahi || 2 lines shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari

Ye sannata jo charo aur faila rakha hai…
Zikar kar do kis baat ki kami hai…🤔
Jism to kya rooh bhi girwi rakh denge teri khushi ki khatir…
Bas bata do in ankhon mein kis baat ki nami hai…❤️

ये सन्नाटा को चारों ओर फैला रखा है…
ज़िक्र कर दो किस बात की कमी है…🤔
जिस्म तो क्या रूह भी गिरवी रख देंगे तेरी खुशी की खातिर…
बस बता दो इन आंखो में किस बात की नमी है…❤️

Title: Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari


Kuch lutaeya hai || Broken shayari

Kuch lutaya hai ,
Kuch gavaya hai ,
Hatho mien haath dalkar chalne ka vadha maine nibhaya hai…..

Jab sath tha tab bhi intezar tha
Jab dur hai tab bhi intezar hai
Kya faida aise intezar ka jab insan hi badhkirdar hai……

Chodkar aise haal mien kitne din muskuraonge
Upar bhi Jana hai Saab khuda ko kya mu dhikaonge…..💘🙃.”
.
.
……by Myheart😉❤️

Title: Kuch lutaeya hai || Broken shayari