Skip to content

Mohabbat || Heart touching hindi shayari

Duniya me jeene ki chahat na hoti
Agar khudane mohabbat banayi na hoti,
Log marne ki aarzoo na karte
Agar mohabbat me bewafai na hoti.
Yadon me hamari wo bhi khoye honge
Khuli aankhonse kabhi wo bhi soye honge,
Mana hasna hai ada gam chhupane ki
Par haste haste kabhi wo bhi roye honge

Title: Mohabbat || Heart touching hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Asi deewane tere || sacha pyar shayari || Punjabi status

Tu pagalpan 😇mera ban jawi😍
Mein nazaran te rakhu nishane👉 tere..!!
Tu mehram banja dil ❤️da ve
Asi bane rahange deewane🤗 tere..!!

ਤੂੰ ਪਾਗਲਪਨ😇 ਮੇਰਾ ਬਣ ਜਾਵੀਂ😍
ਮੈਂ ਨਜ਼ਰਾਂ ‘ਤੇ ਰੱਖੂੰ ਨਿਸ਼ਾਨੇ👉 ਤੇਰੇ
ਤੂੰ ਮਹਿਰਮ ਬਣਜਾ ਦਿਲ ❤️ਦਾ ਵੇ
ਅਸੀਂ ਬਣੇ ਰਹਾਂਗੇ ਦੀਵਾਨੇ 🤗ਤੇਰੇ..!!

Title: Asi deewane tere || sacha pyar shayari || Punjabi status


Aapko pa kar || sad but true || two line Hindi shayari

खुदा ने भले हमे बहुत कुछ नही दिया पर आपको पाकर तो कोई शिकवा ही ना रहा💞😍 

Khuda ne bhale hume bahut kuch nhi diya par aapko pakar to koi shikva hi na rha💞😍

Title: Aapko pa kar || sad but true || two line Hindi shayari