Skip to content

Mohobat me toh aansu || mohobat hindi shayari

नजदीकियां ना अब युह बढ़ायो हम से
दुरियां हीं अब अच्छी लगती हैं
मोहब्बत में तोह आंसू आते हैं आंखों से
और तुम्हारी यह आंखें बिना आसूंओं के ही अच्छी लगती हैं
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: Mohobat me toh aansu || mohobat hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi

ishq kya hai?

  udaas jo hojauu main  to aansoo ,

  uski aankh se jhalak jaye.

  dil pe lagi baat ko bhoolkar ,

  vo meri ek muskurahat pe maanjaye.

  khafa ho jab duniya mujhse,

  to ek vo mujhe seene se lagaye.

  tohfe chah kam hi sahi par mere liye izzat,

  uski aankho me saaf nazar aaye.

  roothna manana to chalta hi hai par jo main rooth jaun ,

  to rooh uski bechain hojaye.

ye ehsaas hi to ishq hai, ye jazbat hi to ishq hai

Title: Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi


JIS TITATLI NE | SACHI SAD SHAYARI

jis titli ne mere dil de baag vich
kujh din c guzaare
ohnu laghe na mere chandi de gulaab piyaare
ohnu taan chahide c koi sone de sitaare

ਜਿਸ ਤਿਤਲੀ ਨੇ ਮੇਰੇ ਦਿਲ ਦੇ ਬਾਗ ਵਿੱਚ
ਕੁਝ ਦਿਨ ਸੀ ਗੁਜਾਰੇ
ਉਹਨੂੰ ਲੱਗੇ ਨਾ ਮੇਰੇ ਚਾਂਦੀ ਦੇ ਗੁਲਾਬ ਪਿਆਰੇ
ਉਹਨੂੰ ਤਾਂ ਚਾਹੀਦੇ ਸੀ ਸੋਨੇ ਦੇ ਸਿਤਾਰੇ

Title: JIS TITATLI NE | SACHI SAD SHAYARI