Na aakhon me neend hai
Na dil me chain
Main saari raat jaga raha hoke bechain
Tujhme main kho jata hu
Tujhe main yaad karta hu
Bina dekhe tuze tarse ye nain
Na aakhon me neend hai
Na dil me chain
Main saari raat jaga raha hoke bechain
Tujhme main kho jata hu
Tujhe main yaad karta hu
Bina dekhe tuze tarse ye nain
Tumhe dekhte hai to tumhe pane ka man karta hai
Door ho jate hai to mar jane ka man karta hai
Hum karte hai pyar tumhe na jane kyu
Zindgi ka har pal
tumhare naam kar jane ka man karta hai
