Skip to content

Na kadar na fikar || sad hindi shayari || two line shayari

Aakhir mohobbat unhi se kyu hoti hai
Jinhe na to hamari kadar hoti hai Or Na fikar💔..!!

आखिर मोहोब्बत उन्ही से क्यों होती है
जिन्हें न तो हमारी कदर होती है और न फिक्र 💔..!!

Title: Na kadar na fikar || sad hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Alfaaz satya ke

Tere aane ki khushi likhi hai meine

Tere hone ka ahesaas likha hai

Teri har baat ka jawaab likha hai meine

Shuru se anth tak tere saath rahene ka ek khubsurat safar likha hain

Teri julfo ka vo savaarna likha hai meine

Teri har aada ka ijhaar likha hai meine

Tere saath rahena likha hai meine

Tera meri zindagi mei hona hi kimti hain isliye rab se koi fariyaad nhi likhi hai meine……

Title: Alfaaz satya ke


Jawani aisi bitaaoo || Life Punjabi Shayari

JAWANI AISI BITAAOO || LIFE PUNJABI SHAYARI
jawani aisi bitaoo
ke burhape vich hassan joge ho jao
te izaat aisi kamaoo
ke bacheyan nu kuchh dassan joge ho jao