Skip to content

Nazar punjabi shayari || love status

Jadon rooh ch hi vassi payi kise di takkni
Fer nazran ne nazar te ki nazar rakhni..!!

ਜਦੋਂ ਰੂਹ ‘ਚ ਹੀ ਵੱਸੀ ਪਈ ਕਿਸੇ ਦੀ ਤੱਕਣੀ
ਫੇਰ ਨਜ਼ਰਾਂ ਨੇ ਨਜ਼ਰ ‘ਤੇ ਕੀ ਨਜ਼ਰ ਰੱਖਣੀ..!!

Title: Nazar punjabi shayari || love status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tu na dikhe to || hindi love shayari

Tere wajood ki aahat mujhe Mehsoos hoti hai, 
Kahin bhi rahoon teri Chhahat mujhe Mehsoos hoti hai, 
Naa jane kese Rishta hai tere mere darmiyan, 
Tu na dikhe toh Ghabrahat si Mehsoos hoti hai….💖

तेरे वजूद की आहट मुझे महसूस होती है,
कहीं भी रहूं तेरी चाहत मुझे महसूस होती है,
ना जाने कैसा रिश्ता है तेरे मेरे दरमियां,
तू ना दिखे तो घबराहट सी महसूस होती है..💖

Title: Tu na dikhe to || hindi love shayari


jitni mohobat || Sad truth || waiting for love

Jitni mohabhat mujhe usse hai usse bhi ho jaaye na
Ek waqt ke baad usse dek raha hu ye waqt yahi rukh jaaye na
Aur khuda isse meri akhri dua hi samj le ek baar woh bhi mere gale lag jaaye na

Title: jitni mohobat || Sad truth || waiting for love