Skip to content

Nazar to Mila || Hindi shayari

Zuban toh khol, najar toh mila, jabab toh de
Mein kitni baar loota hu, mujhe hisab toh de❤️
tere badan ki likhawat me hai utar chadhaw
Mein tujhko kese padhunga, mujhe kitaab toh de….🙃

जुबा तो खोल, नज़र तो मिला,जवाब तो दे
में कितनी बार लुटा हु, मुझे हिसाब तो दे❤️
तेरे बदन की लिखावट में हैं उतार चढाव
में तुझको कैसे पढूंगा, मुझे किताब तो दे🙃

Title: Nazar to Mila || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat kam na ho payegi || true love Hindi shayari || shayari images

Hindi true love shayari. Best Hindi shayari. Hindi shayari collection. Mohobbat shayari. Hindi shayari images.
Jaan chalk jayegi
Magar mohobbat kam na ho jayegi..!!
Jaan chali jayegi
Magar mohobbat kam na ho payegi..!!

Title: Mohobbat kam na ho payegi || true love Hindi shayari || shayari images


Yaad karte hain || love hindi shayari

Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊

तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊

Title: Yaad karte hain || love hindi shayari