
Enjoy Every Movement of life!

Chal mere hamnashi ab kahi aur chal,
Is chaman mein ab apna guzara nhi,
Baat hoti gulo tkk to seh lete hum,
Ab kaanton pe bhi hak hmara nahi💔
चल मेरे हमनशीं अब कहीं और चल,
इस चमन में अब अपना गुजारा नहीं,
बात होती गुलों तक तो सह लेते हम,
अब काँटों पे भी हक हमारा नहीं।💔
TU AAJ BHI MERI HAI
MERE IN KAHYALO ME
ME AAJ BHI DOOBA REHTA HU
TERE IN KHAYALO ME
WO KHUSBOO SUNGNE KO TARASTA HU
JO HAI TERE IN BAAALO ME
FAMILY PLANNING KR CHUKA HU
AANE WAALE KUCH SAALO ME
TU AAJ BHI MERI HAI
MERE IN KHAYALO ME