Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi
…dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi
Maine Dekha use aur Wo haa Kar gayi
Sab Najaare mere najron ke qabil na rahe
Nasheeli najron SE najane Wo kya Kar Gayi…..
Title: Dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi
Kabhi laut kar na aayunga || sad but true shayari
Ruuth lo jitna ruthna hai
Mein aakhri saans tak manaunga,
Lekin jis din mein ruutha na
Toh kabhi laut kar nahi aaunga🙃💯
रूठ लो जितना रूठना है में
आखरी सांस तक मनाऊंगा,
लेकिन जिस दिन में रूठ ना
तो कभी लौट कर नहीं आऊंगा🙃💯

