Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aapke bina udaas hai zindagi || Hindi shayari
Adhoore milan ki aas hai Zindagi
Sukh-dukh ka ehsaas hai Zindagi
Fursat mile toh khwabon mein aaya karo
Aapke bina badi udaas hai Zindagi❤️
अधूरे मिलन की आस है ज़िन्दगी
सुख दुख का अहसास है ज़िन्दगी
फुर्सत मिले तो ख्वाबों में आया करो
आपके बिना बड़ी उदास है ज़िन्दगी❤️
Title: Aapke bina udaas hai zindagi || Hindi shayari
Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines
Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!
