Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ujala zindagi mein || sad shayari || two line shayari
Manga tha thoda sa ujala zindagi mein,
Par chahne walon ne to aag hi laga di..
माँगा था थोड़ा सा उजाला जिंदगी में,
पर चाहने वालो ने तो आग ही लगा दी।
Title: Ujala zindagi mein || sad shayari || two line shayari
Khayalon ke kafile || beautiful lines|| hindi shayari
Khayalon ke kafile kuch is kadar gehre the,
Kal fir karwaton ne sari raat sone na diya🙃💯
ख्यालों के काफिले कुछ इस कदर गहरे थे,
कल फिर करवटों ने सारी रात सोने न दिया।🙃💯

