Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhari yaadein || hindi shayari
kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️
Title: Tumhari yaadein || hindi shayari
Kaash kabhi aisa ho || love hindi shayari
kaash kabhi aisa ho
ke rone pe wo muskuraaye
me rahu na rahu
wo zindagi chhod ke na jaye
ਕਾਸ਼ ਕਭੀ ਐਸਾ ਹੋ
ਕਿ ਰੋਨੇ🥺 ਪੇ ਵੋ ਮੁਸਕੁਰਾਏ😊
ਮੈਂ ਰਹੂੰ ਨਾ ਰਹੂੰ
ਵੋ ਜਿੰਦਗੀ❤ ਛੋਡ ਕੇ ਨਾ ਜਾਏ💔
