Skip to content

paise ke nashe || Lalach hindi shayari

paise ke nashe mein jab aadamee choor hota hai,
use laalach ka har phaisala manjoor hota hai..

पैसे के नशे में जब आदमी चूर होता है,
उसे लालच का हर फैसला मंजूर होता है..

Title: paise ke nashe || Lalach hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq bepanah || hindi shayari images || best shayari

Jinke liye ishq ek gunah hai
Humein unse hi ishq bepanah hai..!!




Nafrat ke daur mein || hindi shayari || love shayari

Tapti huyi zameen hai jaldhaar bant ta hun
Patjhar ke raston par mein bhaar bant ta hun
Ye aag ka dariya hai jeena bhi bhut mushqil
Nafrat ke daur mein bhi mein pyar bant ta hun🙃❤️

तपती हुई ज़मीं है जलधार बाँटता हूँ
पतझर के रास्तों पर मैं बहार बाँटता हूँ
ये आग का दरिया है जीना भी बहुत मुश्क़िल
नफ़रत के दौर में भी मैं प्यार बाँटता हूँ🙃❤️

Title: Nafrat ke daur mein || hindi shayari || love shayari