Skip to content

Pass aa kar…. door jaana || Heart broken shayari hindi

Aaj kal logon ke pass,
Ek hi kaam reh gaya hai…
Pass aa kar,
Door jaana…🖤

Title: Pass aa kar…. door jaana || Heart broken shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt se pehle || two line shayari

Waqt se pehle haadso se ldha hu
Mein apni umr se kyi saal bada hu..🍁

वक़्त से पहले हादसों से लड़ा हूँ
मै अपनी उम्र से कई साल बड़ा हूँ..🍁

Title: Waqt se pehle || two line shayari


Ki likha hai kuch ek tarfa pe

Ke ek khwaab sa tha ushe
paane ka, aur ek darr bhi tha
usse dur jaane ka..

Ushe khabar tak nahi thi ke
mujhe ishq hai usse, aur mujhe darr tha ke kahin kho na du main ushe..

Vo kehti rhi apni kahani ki ushe
Ishq hai kisi aur se, aur hum
sunte rhe usko gaur se..
Vo sunati rhi hum sunte rahe
kuch kehna aasan na tha dil pe chhot jo lagi thi…

Phir jaane diya humne bhi ushe aur roka nahi usne bhi
hume khwahish to thi ki padh le wo aankhein meri pr Sukoon bhi tha ke wo khush hai kahin..

Title: Ki likha hai kuch ek tarfa pe