Skip to content

Pathro se mohobbat || love shayari ||sad two line shayari

Pattharo se mohabbat ka sawal karte ho💔
Tum bhi galib kamal karte ho😊

पथरों से मोहोब्बत का सवाल करते हो💔
तुम भी ग़ालिब कमाल करते हो😊

Title: Pathro se mohobbat || love shayari ||sad two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hasne ki wajah || two line shayari || hindi shayari

Chalo hassne ki koi wajah dhundte hain
Jidhar na ho koi gam vo jgah dhundte hain ❤

चलो हँसने की कोई,हम वजह ढूंढते हैं।
जिधर न हो कोई गम वो जगह ढूंढते है॥❤

Title: Hasne ki wajah || two line shayari || hindi shayari


Maut ek sacchai

Hasi Majak msti toh krte❤️

Pr jara rehna chahiye bachke🤗

Jiban Mili toh maut v milegi❤️

Yhi ek sach Hai😕😇

Aate Hai rote hue pr sbko hasate😢

Pr jaate bin labzo K sbko rulake😕

Jab tak Hai saanse acche Karam kro yaaro🤗

Q Ki maut Kabhi na aati Apne pass bulake🫤

Haste hasao sbnu yaaro😇🤗

Warna rooh v kaap uthegi😵

maut lejayegi tmko rulake😢

Ajeeb h yeh jiban v🙄

Ek paal ko aate rote chillate😖

Pr khtm v wohi kr dete🫡

Kabhi na uthne wale neend me sulake🥱

Aaye hai yaaro toh Karam kro❤️

Kabhi na Jana kisi ko rulake😇

Q Ki maut Kabhi na aati tmko bulake😊

Title: Maut ek sacchai