Skip to content

Pyar hum unko karte hain || true and best hindi shayari

Pyar hum unko karte hain
Jo humari fikar karte hain..!!
Kadar hum unki karte hain
Jo humari izzat karte hain..!!
Jeete hain hum unke liye
Jo hum par marte hain..!!

प्यार हम उनको करते हैं
जो हमारी फ़िकर करते हैं..!!
कदर हम उनकी करते हैं
जो हमारी इज्ज़त करतें हैं..!!
जीते हैं हम उनके लिए
जो हम पर मरते हैं..!!

Title: Pyar hum unko karte hain || true and best hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden


Kirdaar || true line hindi shayari

Apne Kirdaar Par Daalkar Parda,
Log Keh Rahe hain Zamana Kharab hai 🪦

अपने किरदार पर डालकर परदा
लोग कह रहे हैं ज़माना खराब है🪦

Title: Kirdaar || true line hindi shayari