Skip to content

Pyar tere dil mein bhi aayega || beautiful hindi shayari || one sided love || heart touching shayari

deewanapan, hindi shayari, love shayari:

Har dafa tera hi khayal rehta hai
Ik din tu mera ho jayega dekh lena..!!
Tu yaha b jayega jis jis jgah pe
Vo har jgah pe muje payega dekh lena..!!
Dekh kar mera beshumar ishq
Ikk din pyar tere dil mein bhi aayega dekh lena..!!
Mojud hogi mein b Teri har sans mein ik din
Deewanapan tu bhi apna dikhayega dekh lena..!!

हर दफ़ा तेरा ही ख्याल रहता है
एक दिन तू मेरा हो जाएगा देख लेना..!!
तू यहाँ भी जाएगा जिस जिस जगह पे
वो हर जगह पे मुझे पाएगा देख लेना..!!
देख कर मेरा बेशुमार इश्क़
एक दिन प्यार तेरे दिल में भी आएगा देख लेना..!!
मौजूद होगी मैं भी तेरी हर साँस में एक दिन
दीवानापन तू भी अपना दिखाएगा देख लेना..!!

Title: Pyar tere dil mein bhi aayega || beautiful hindi shayari || one sided love || heart touching shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Meri adhuri mohabbat

Batein toh tab hua karti thi batein toh abb bhi hoti hai magar fark sirf itna hai pehle ki gayi baaton mein raatein na hoti thi magar abb ki gayi baaton mein aksar raatein hojati hai 🥺

Title: Meri adhuri mohabbat


Padh sko toh padh lo || Hindi shayari Love

Hindi shayari love || Please..
Padh sako toh padh lo inh ankhon mein
apna naam
lafzo mein byaan karna bahut mushkil hai tumhe
Please..
Padh sako toh padh lo inh ankhon mein
apna naam
lafzo mein byaan karna bahut mushkil hai tumhe

Title: Padh sko toh padh lo || Hindi shayari Love