Skip to content

Qalam

Tujhe malum hai me ek Qalam hu,,

Me karta hu Baya gairo ke dil ki,,

Tu shayar hai samajh sakta hai shayad,, 

Ke kya halat huyi hai mere dil ki,,

Me wo likhta hu jo tu dekhta hai,,

Me keh sakta nhi hu apne dil ki,,

He kala khoon bass mere jigar me,,

Tere alfaz dhadkan mere dil ki,, 

✍️Sameer Salmani


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt⌛ || sad but true || hindi shayari

Ye kalyug hai jnaab 
Yhan waqt ghadi ki suiyaa nhi apno ka raviyaa batata hai💯

ये कलयुग है जनाब 
यहां वक्त घड़ी की सुइयां नही अपनो का रवैया बताता है 💯

Title: Waqt⌛ || sad but true || hindi shayari


2 lines waadhe tootne wali shayari

Aksar gusse mai todh dete hai vaade,
Bhoolta koi nahin hai aati rehti hai yaade,

Title: 2 lines waadhe tootne wali shayari